“BISMILLAH HIRRAHMAN NIRAHHIEEM”
“TABARAKALLAZI JAAL FEEI ASSAMAAA’A BAROOJANN ‘WAJA FEEIHA SERAJANN WA QAMRANN MUNIEERA” (PARA 19,SORAH ‘FURKAN’ AYAH 61)
TARJAMA: “KHUDA KITNI AZMAT WALA HAI KAI ISS NAI AASMAAN PUR BAROOJ BANAIEE AAFTAAB KO CHARAAG BANAYA OOR QAMAR(CHAND) KO OOS SAIE ROSHAN KIA”.
YEH AYYAT-E-QURAANI KITNAIE KHAQAEEQ SAI PARDA OOTHATI HAI,ISS MAIN BIAAN KIA GYAA HAI KAI CHAND KO ROSHAN KIA GYAA HAI SORAJ KI ROSHANI SAI….YEH WHO AMMAR HAI JO AAJ SAI 1400 SAAL PEHLAY ALLAH NAI BATAYA THAA………..YEH TUB KI BAAT HAI JUB NA HI KOI MONKASHIF AALAAT THAI JIS KI MADDAD SAI IS KI TAEED KI JATI YA PATA CHALAYA JATA……….LAKIN AAJ SCIENCE ISS BAAT KO ACCEPT KARTI HAI………..ISS SAI QURAAN KIA AZMAT KA ANDAZA LAGA YA JA SACTA HAI……..OOR JO LOOG IIS KO BANDAIEN KA KALAAM SAMJHTAIEN HAIEN “ YEH AYAT OOS KI TARDEED KARI HAI ”…YEH TO SIRAF AIK AYAT KA HUM NAIEN TAZKARA KIA HAI………JUB KAI ABHI KAFI AYAAT HAIEN JIN KO SCIENCE TASLEEM KARI HAI….