salam mujhay ya pochna hai ka agar navidia ka 2 512mb ka g.card hain or dono alag series ka hain ya dono ka name ak dosry sa muktlif hain. Maslan ak 6000 series main sa hai or dosra 9000 ya kisi bhi or main sa hai to kya un ki power ya game support main koi farq ho ga? Ya dono equal hon ga main feachers ka nahi pochna chata ka kis main zayda hain or kis main kam kya wo dono game ko ak lahaz sa chalan ga?