Results 1 to 12 of 12

Thread: kon sa printer best hay

  1. #1
    khadija_dgk's Avatar
    khadija_dgk is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2020 @ 09:47 PM
    Join Date
    15 Jul 2010
    Location
    dil ki basti
    Age
    38
    Gender
    Female
    Posts
    363
    Threads
    115
    Credits
    450
    Thanked
    8

    Post kon sa printer best hay

    salam 4 all members main kafi arse se printer lene ki khawashmand hon pr faisala nahi ho pa raha k kon sa lon main nay chand aik logon se mashwara kia hay lezer printer ho kisi nay kaha hay k ink jet ho jo lezr btaya gia hay wo hp ka 2050 hay confrm mujhe yad nahi per raha i think yahi hay aur ink jet main hp ka f4480 all in one hay mera zeyada kam to nahi hay bas kabi koi cheez achi lagay gi tu us ka print nakal lon gi jis nay mujhe lezr ka mashwara dia hay woh bhi mera qreebi hay us nay kaha k use main lay lo 7000 ka arha hy agay peeche print kerta hay 20000 print niklty hain aik cartridge say wo kihta hay ink jet na lo us main ink sokh jati hay her dosry din us say print nekalna zarory hay ab jis nay hp ka ink jet batay us nay kaha hay ye copier bhi aur scanner bhi us nay kaha k 15 din main aik print nekal lia kero
    ap k lie ye zabrdast hay main ab ye faisla ap logo per chorti hn k kon sa acha hay mery lie jo is bary main janta ho plz wohi reply kery

  2. #2
    Dil_Shah is offline Senior Member
    Last Online
    9th July 2013 @ 06:48 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Gender
    Male
    Posts
    12,887
    Threads
    216
    Thanked
    719

    Default

    HP 2050 3in one. (1050) boht shandar printer hay Ghar using ky leay 2500 tak mill jiay ga.

  3. #3
    aqibqureshi's Avatar
    aqibqureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    21st January 2015 @ 10:58 PM
    Join Date
    29 Jul 2012
    Location
    karachi
    Gender
    Male
    Posts
    1,170
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    65

    Default

    app ny printer lena kis ley hai..? gr k ley .?
    Dear Member! 30KB se ziyadah size ki image signature men allowed nahin hai.
    Team - iTD!

  4. #4
    Sahil_Jaan's Avatar
    Sahil_Jaan is offline V.I.P
    Last Online
    13th April 2024 @ 08:40 PM
    Join Date
    05 Jan 2008
    Gender
    Male
    Posts
    14,710
    Threads
    673
    Credits
    11,234
    Thanked
    1925

    Default

    aap hp laser jet 1200 le home use ke liye buhut acha he 6000 tak mil jata he phir is ka tonner bhi refile ho jata he hamarae pass bhi yuhi he jo ham use kar rahe he

  5. #5
    khadija_dgk's Avatar
    khadija_dgk is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2020 @ 09:47 PM
    Join Date
    15 Jul 2010
    Location
    dil ki basti
    Age
    38
    Gender
    Female
    Posts
    363
    Threads
    115
    Credits
    450
    Thanked
    8

    Default

    thanx bradran phile tu dil shah g ap ko vip muntkhab hony per baht bht mubrak bad aur baki tumam membran ko bhi mubark bad main dil shah aur ap sab ki kawshon ki qadar kerti hon k aj is nafsa nafsi k dor main jab bhai bhai ka nahi hay koi kisi pay ihsan baghair matlb k nahi kerta aur ap log aur ap ki team mery peyary nabi ki talimat per amal krty hoy mery peyary nabi ka paisha ikhtiar kia yani mere peyary nabi bhi moalim ban ker ay aur ap sb bhi go k choti c kawish k sath is maidan main utrain hain meri dua hay allah ap ko aur ap ki team ko din dugni aur rat chugni tarki day aur yon hi dosroon ki madad kerty rahin (ameen)

  6. #6
    khadija_dgk's Avatar
    khadija_dgk is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2020 @ 09:47 PM
    Join Date
    15 Jul 2010
    Location
    dil ki basti
    Age
    38
    Gender
    Female
    Posts
    363
    Threads
    115
    Credits
    450
    Thanked
    8

    Default

    dil shah ,sahil aur aqib bhai han main nay bhi ghar k lie use kerna hay bhai main batana tu nahi chahti thi phir bhi ap ko bata rahi hon k kis cheez k istmal k lie main printer lena chahti hon main nay ghar main chota sa school khol lia hay baghair kisi mawaze k bhachon ko parhati hon mary gaon main lrkion ka school hay tu sahee mager wo sardaroon ki ana persti ki nazar hoa pera hay aur larkian taleem hasil nahi ker sakti mere pas zeyada tu nahi 50 learner hain main un k test waghara lene k lie mujhe printer darkar hay mujhe kam keemat aur ache wala printer batain ap sab ki meharbani ho gi mujhe scanner bhi sath main chahie tha lekin filhal main sirf printer hi afford ke sakti hon ap sab ki rae ka mujhe intzar rahay ga

  7. #7
    khadija_dgk's Avatar
    khadija_dgk is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2020 @ 09:47 PM
    Join Date
    15 Jul 2010
    Location
    dil ki basti
    Age
    38
    Gender
    Female
    Posts
    363
    Threads
    115
    Credits
    450
    Thanked
    8

    Default

    Mujhe ap k jawabat ka shidat se intzar hy

  8. #8
    Boor is offline Member
    Last Online
    19th March 2013 @ 05:16 PM
    Join Date
    17 Oct 2012
    Location
    Sukkur
    Gender
    Male
    Posts
    1,234
    Threads
    64
    Thanked
    54

    Default

    HP ka koi b le lo

  9. #9
    arif234 is offline Senior Member+
    Last Online
    9th July 2019 @ 10:40 AM
    Join Date
    30 Sep 2012
    Gender
    Male
    Posts
    129
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    HP LaserJet P1102

  10. #10
    Dil_Shah is offline Senior Member
    Last Online
    9th July 2013 @ 06:48 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Gender
    Male
    Posts
    12,887
    Threads
    216
    Credits
    0
    Thanked
    719

    Default

    Quote khadija_dgk said: View Post
    dil shah ,sahil aur aqib bhai han main nay bhi ghar k lie use kerna hay bhai main batana tu nahi chahti thi phir bhi ap ko bata rahi hon k kis cheez k istmal k lie main printer lena chahti hon main nay ghar main chota sa school khol lia hay baghair kisi mawaze k bhachon ko parhati hon mary gaon main lrkion ka school hay tu sahee mager wo sardaroon ki ana persti ki nazar hoa pera hay aur larkian taleem hasil nahi ker sakti mere pas zeyada tu nahi 50 learner hain main un k test waghara lene k lie mujhe printer darkar hay mujhe kam keemat aur ache wala printer batain ap sab ki meharbani ho gi mujhe scanner bhi sath main chahie tha lekin filhal main sirf printer hi afford ke sakti hon ap sab ki rae ka mujhe intzar rahay ga
    اسلام و علیکم
    ماشااللہ۔ اللہ پاک آپ کو اس کا اجر دیں اور آپ کو اس میں کامیابی و کامرانی نصیب عطا کریں۔ محترم خدیجہ آپ چیک کریں میں نے تھری ان ون کا ہی کہا ہے اس میں سکینر بھی مجود ہے اور پرنٹر بھی۔ اور بہت معمولی اخراجات پر۔ آپ وہ استعمال کر لیں کام بن جائے گا۔ اور ایک بار پھر آپ کے لیے دعا گو ہیں کے اللہ پاک آپ کو کامیابی عطا فرمائیں۔ آمین۔

  11. #11
    khadija_dgk's Avatar
    khadija_dgk is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2020 @ 09:47 PM
    Join Date
    15 Jul 2010
    Location
    dil ki basti
    Age
    38
    Gender
    Female
    Posts
    363
    Threads
    115
    Credits
    450
    Thanked
    8

    Default

    [color="darkgreen"بہت بہت شکریہ دل شاہ جی میرا سوال وہییں کا وہییں کہ اس میں کہا گیا ہے اگر جلدی جلدی پرنٹ نہ نکالے جائیں تو انک سوکھ جاتی ہے کیا ایسا ہی ہے یا میں آنکھیں بند کر کے لے لوں ][/color]

  12. #12
    khadija_dgk's Avatar
    khadija_dgk is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2020 @ 09:47 PM
    Join Date
    15 Jul 2010
    Location
    dil ki basti
    Age
    38
    Gender
    Female
    Posts
    363
    Threads
    115
    Credits
    450
    Thanked
    8

    Default

    thanks ap sab bhayon ka k ap nay apni ray se nawaza

Similar Threads

  1. Zan Image Printer v5.0.9
    By Fazli Quddus in forum English IT Zone
    Replies: 14
    Last Post: 3rd December 2013, 02:24 PM
  2. Printer !!!!!!!!!!!!!!!!!!
    By speedyboy3 in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 9
    Last Post: 21st February 2013, 09:37 PM
  3. Laser Printer
    By mihmay in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 18th August 2009, 11:26 AM
  4. Notes Chaiye About Printers..
    By A.K@Wardak in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 8th March 2009, 08:27 PM
  5. printer uninstalling
    By rafi007 in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 26th September 2007, 08:04 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •