sub ne ups ka mashwara diya hai ab yehi longa kuink ye laptop tw bohat costly hai jo acha hai wo 50,000 k kareeb hai aur muje sath ptcl modem k liye alag kuch kerna pare ga tw ups behter hai
bhai mai ne 28000 ka liya tha one year pehle ab ki price pata nai ap apni city se pata karo,agar 2nd hand bi ho to chale ga magar pc bara maze ka hai
Bookmarks