dear expertsssssss.. mery 2 masley hain
pehla masla) main jab 192.168.1.1 per jata hun to waha username aur password main admin likhta hun. to wo page restart hojata hai yani login nahi hota dobara se username password wala page khul jata hai.
2
dosra masla) main wifi use karta tha with default 12345678 password. pher jb main ney apni device ko reset kia to ab 12345678 se wifi connect nahi horaha hai 2 se ziada dafa reset kar chuka hun but password nahi lag raha. kia koi madad kar sakta hai?????
Bookmarks