Dosto mere pass micromax a75 mob hai jise maine patrn lock kiya tha laikin achanak wo google emai acnt or pasrd mang raha h jab mai apna emai paswrd entr karta hun to invalid user nam paswrd ikha aata hai plz koi hal batae maine factory modse rest kiya to usme test mod me chala jata hai or phir restart karne par jaha ka wahi aajata hai or usi masael ka samna krna padhta hai plz koi meri madad kare mai mai kisi ko cal nhi kar pa raha hu or na hi apna mob use kar pa raha hun