agr man na kisi sa wifi lia ha to us ko pta lag sakta ha ka man kon c web use kr rhi hun
agr man na kisi sa wifi lia ha to us ko pta lag sakta ha ka man kon c web use kr rhi hun
nai asy pta na lgta pr ak software hai us sy shad lg skta hai
Dear Member! 30KB se ziyadah size ki image signature men allowed nahin hai.
Team - iTD!
Ji bilkul agar us ne server banaya hua he ya koi software like keylogger ya vnc viewer waghera ap ke pc pe install kya hua he to wo pata kar sakta he
MohabBat mai YoUn Zabardasti achi nahi h0ti,,,
Jab Uska DiL chahe tab meri h0 jayE
Agar jis ka aap wifi use kr rahe ho wo hacker ha to tb he wo ye kre ga. Yani ap us k interest daikhye ya pata lgwaiye. Agar faceb0ok use krta ha to tb nahi aisa kre ga.
Ji han wo aap k computer me kuch install kiye bagair b dekh sakta hai lakin is k liye zaroori hai k wo insan jis ka wi fi ho wo computers k baaray me achi khaasi waaqfiat rakhta ho yani computer me usko kaafi kujh aata ho to wo ye kar sakta hai har aam bnda nhi kar sakta han agar software use karna aata hun insaan ko tab wo kar sakta hai
[IMG]http://i1302.***********.com/albums/ag135/Haseeb_Ur_Rehman/cooltext9167469701_zpsb72aca51.gif[/IMG]
Bookmarks