sab doston ko. meray paas tplink 5110 hai uss pay iphone wifi nhe chal rha connect hu jata hai skype chalta hai lekin browsing ne hu rhe browser may. DHCP enable keya huwa hai plz koi bta skta hai k DHCP settings may ip address aur default gateway aur dns kya rkhnay hain??