Asalam.o.Ailakum
umeed ha ap sub khariat sa hon ga.
jo rakhtay haan auroon kay liye pyar ka jazba
woh log toot kar bikhra nahin kertay
zindagi naam hay is haseen samandar ka
pyar karnay walay jis main dooba nahin kertay
zindzgi ki mojoon main ho jao juda
humsafar ki bay-wafaee ka gila nahin kertay
who agar tumhain dobo bhi day
tu is kay liye kabhi roya nahin kertay
mohabbat naam hi hay qurbani ka
qurbani kay baghar majnoon bana nahi kertay
Bookmarks