Mein Karachi main rehta hon...Mein ne inter kar liya hai...ab main graduation karna chahta hon...kya mujhe koi ye bta sakta hai k kya main B.com Part 1 or Part 2 k paper combine de sakta hon...matlab ye k wesey to 2year ka program hota hai combine main 1 year main hi hojata hai...koi plz meri help kare....
Bookmarks