Dosto mera pas x6 hai uski touch msla kar rahi hai net pe ase to mobile ok chalta hai jab mein net use karta h0n to 5 ya 9 mint bad k0i b key 0r touch kam nai karti 0r lock key or off key kam karti hai..or han agar mein wifi mein net use karta h0n to phr masla nai karta sim pe net chala ta h0n to ye masla karta hai asa q dosto mein ne mobile format reset 0r flash b kara diya phr b msla hal nai hoa...plz help dosto,
Bookmarks