A.O.A

yar main apny iphone main koi b application download kar raha hon to woh kah raha hai k ap download nahi kar saktay pc say download karain aur jab pc say download karta hon iyune k zarye to download ho jati hai aur install kartay waqt not authorized ka kahta hai koi bata sakta hai k yee kya masla hai?
mera account bana howa hai itune par sab cheezain theek kar raha hon phir b yehi msg araha hai...


Thanx
BB