free net ka to mujhe nai pata mai jazz weekly peckige use kar raha hon,downloading speed 45 se 60 kb hai par kabi kabi sirf 5 ya 6 kb reh jati hai,agar ap mobile ke zarye net use karna chahte hain aur ap ke pas mobile aur data cable hai to mujhe batana mai ap ko mukamal help kar don ga
Bookmarks