kaya aap jantay hain aaj k din kaya huwa tha nahi koi bat nahi aaj k din hamra mulk pak bohat hi bari parishani main mubtala huwa tha meray kuch dost samaj gay hoon gay k main kaya kahna chahta hoon jee aaj k din hamray payary pakistan main ZALZALA aya tha hamray pakistan main atni imdad aye kaya bana aaj 3 saal ho gay wahan kaya kuch bana hay meray khayal main kuch nahi yeh sirf aap bhaion ko yaad dhani k liye shayd hamray kuch bhi is din ko bhool to nahi gay mashallah is site k itnay member hain kisi nay bhi is baray main bat nahi ki chaloo koi bat nahi laikan hamain woh waqat nahi bholna chahiy un hamray pakistani phaion par qayamat ka din tha allah un tamam bahan bhaion ko jannat atta karay jo is din shaheed huway thay ameen aap sab bhai bhi duwa karain Allah Hafiz
Bookmarks