dosto mujy koi bata sakta hy k mai apna admin ar passwrd kesy change karon q k mai ny apny gar k sath kisi ko dsl dia hua hy ar wo aksar http://192.168.1.1/ yahan par ja kar wifi passwrd change kar leta hy ar shiraten karta rehta hy mai kehta hon wo is setting mai he na jaye yani jab start mai wo admin ar passwrd admin dalta hy to wo na dal saky mai us ko change karna chahta hon plz help
Bookmarks