Bhai jan mujy ek problem ka pochna hai main new hon yahan par or ek thread post karny ki koshish kar raha hon magar thread main image attach hi nahi ho rahi hain 15 images hain lakin kis tarah unko attach kia jaye ek thread main???
Bhai jan mujy ek problem ka pochna hai main new hon yahan par or ek thread post karny ki koshish kar raha hon magar thread main image attach hi nahi ho rahi hain 15 images hain lakin kis tarah unko attach kia jaye ek thread main???
Aap Aik post Mein Zyada Se Zyada 7 Images Attach Kar Sakty Hain
Phir Reply Post Par Click Kar K Baqi Attach Karien
main post ki bat nahi kar raha hon thread ki bat kar raha hon mujy 15 images attached karni hain phir thread complete hoga lakin wahan main ziadah sy ziadah 3 image kar pa raha hon or post par bhi yahi problem hai main nay 5 images upload ki thin lakin show 2 ya 3 hoti hain
bhai sub say pahlay aap jab apna thread bna lay.
to age ko nichay scrool kar k lay jay
waha manang attechment likha hay
us ay click kary aap pahlay 5 pic ko sleck kar k upload kary
phir 2 ko slect kar k upload kar day
oor submit new thread kar day.
us k baad aap bhai jaha nichay ja k reply kartay hay
waha go to advance likha ho ga us pay click kary.
oor phir nichay ja k manange attech kar k apni pic ko upload kar day
yah nichay screen shoot check kar lay
Bhai Aap 1st Khali Chor Dain 2,3,4,5 Pe Images Upload Karien 4 Posts 15 Images Upload Ho Jay Gain
bohat shukriya main try karta hon is tarah kr ky shayad ho jaye wesy ek thread k liye itni sar dardi yar isko tu simple hona chahiye like fb jaldi jaldi sab upload ho jata hai yahan itna time lagta hai
Thanks geeee mujhy be es forum mein pic ad karnay nhi pata ta
Bookmarks