kaya koi bata sakta he k jab window instal ki jati hea to jo ntfs aur fat k options aatay hea (quick) uar dosra in ka kaya matlab hota he yeani yea hea kaya kaya aur in meay say kisay slecket karna chahyia

old version FAT hai ye dos ko support karta hai
or NTFS ye new verstoin ye har cheez ko support karta hai
quick format means sirf data ko khatam karna hota hai
bagair quick format ye data ko format karta or clean bhe karta hai disk ko
agr apne winxp aur window 7 2no ko apne pc me instal karna he to ntfs system par window xp kare agr aik sirf xp karni he o fat system pe window install kareeeeeee
xp fat pay kayu bahi?
Bookmarks