Results 1 to 5 of 5

Thread: Sehra To Nahi Wo

  1. #1
    Join Date
    01 Dec 2012
    Location
    Karachi Pakista
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    1,988
    Threads
    409
    Credits
    0
    Thanked
    181

    Default Sehra To Nahi Wo

    Kyon Abar Se Jalta Hai Ke Sehra To Nahi Wo
    Piyaasa Bhi Kabhi Hoga Ke Dari’yaa To Nahi Wo

    Aavaaz Bhi Dena Ke Wo Shaayad Palat Ke Aa’ey
    Mohtaat Bhi Rehna Ke Shana’sa To Nahi Wo

    Her Ik Se Shanaasa’ee Ka Ilzaam Bhi Dena
    Phir Sochtay Rehna Bhi Ke Aisa To Nahi Wo

    Her Ik Ravish Us Ke Lab-O-Rukh Se Ferozaa’n
    Kiyon Aa’ina Dekhay Gha Ke Tanha To Nahi Wo

    Utray Hain Un Aankhon Main To Ab Tak Nahi Lotay
    Kuch Log Samajtay Thay Ke Gehra To Nahi Wo

    Nikli Hoon Usay Tornay Khud Apni Zid’oon Se
    Halaan Ke Samjhti Hoon Ke Sheesha To Nahi Wo

    Kiya Us Se Chhupaa’oon Ke Nahi Gair Bhi Itna
    Kiya Us Ko Bata’oon Mera Apna To Nahi Wo...

  2. #2
    møønprince's Avatar
    møønprince is offline Advance Member
    Last Online
    3rd July 2022 @ 09:21 AM
    Join Date
    11 Jun 2013
    Location
    Burewala
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    1,066
    Threads
    89
    Credits
    2,649
    Thanked
    89

    Default

    kamal ki ghazl post ki hai apne dil khush ho gia read kr ke

  3. #3
    Avais Raza's Avatar
    Avais Raza is offline Senior Member+
    Last Online
    4th July 2013 @ 10:22 PM
    Join Date
    29 Aug 2012
    Location
    _In Your Heart_
    Gender
    Male
    Posts
    3,205
    Threads
    130
    Credits
    930
    Thanked
    308

    Default

    vvery nice poetry

  4. #4
    masroor4u is offline Advance Member
    Last Online
    1st September 2023 @ 09:03 PM
    Join Date
    04 Dec 2012
    Location
    Pakistan
    Gender
    Male
    Posts
    907
    Threads
    52
    Credits
    210
    Thanked
    29

    Default

    Z a b a r d a s t,
    ac ore b shayari ka intzar rahe ga

  5. #5
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,912
    Threads
    482
    Credits
    148,899
    Thanked
    970

    Default

    Quote azmealishan said: View Post
    Kyon Abar Se Jalta Hai Ke Sehra To Nahi Wo
    Piyaasa Bhi Kabhi Hoga Ke Dari’yaa To Nahi Wo

    Aavaaz Bhi Dena Ke Wo Shaayad Palat Ke Aa’ey
    Mohtaat Bhi Rehna Ke Shana’sa To Nahi Wo

    Her Ik Se Shanaasa’ee Ka Ilzaam Bhi Dena
    Phir Sochtay Rehna Bhi Ke Aisa To Nahi Wo

    Her Ik Ravish Us Ke Lab-O-Rukh Se Ferozaa’n
    Kiyon Aa’ina Dekhay Gha Ke Tanha To Nahi Wo

    Utray Hain Un Aankhon Main To Ab Tak Nahi Lotay
    Kuch Log Samajtay Thay Ke Gehra To Nahi Wo

    Nikli Hoon Usay Tornay Khud Apni Zid’oon Se
    Halaan Ke Samjhti Hoon Ke Sheesha To Nahi Wo

    Kiya Us Se Chhupaa’oon Ke Nahi Gair Bhi Itna
    Kiya Us Ko Bata’oon Mera Apna To Nahi Wo...
    Thanks for Sharing

Similar Threads

  1. Urdu Quotations - Aqwal e Zareen
    By saqib riaz in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 10
    Last Post: 22nd December 2021, 05:50 AM
  2. Mila Wo Bhi Nahi Karte
    By DREAM.KILLER in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 9
    Last Post: 15th September 2019, 07:24 AM
  3. Main tu mohabbat Hoon
    By heart_target786 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 5
    Last Post: 3rd December 2010, 08:59 PM
  4. jinnat ko ilme gaib nahi hota
    By Gulshan e attar in forum Islam
    Replies: 31
    Last Post: 30th December 2009, 03:38 PM
  5. Mujhey darya nahi likhna
    By husen in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 28th June 2009, 11:25 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •