kya hal hain sb k kya koi mjhy itdunya ki trah site banay ka tariqa batae ga as hum friends ny engineering ki aik domain purchase ki hy but us mein alehda threads kaisay banain ta k hr subject k alehda threads hn aur reply b aur ya k students ko ya mterial upload krny k liay asani ho
Bookmarks