Salam
mujhe un tamam doston se yeh maloom karna hai jo china mobile use kar rahe hain ya kar chukke hain k yeh quality mein kaise hain...kia in pe depend kia ja sakta hai???????
Salam
mujhe un tamam doston se yeh maloom karna hai jo china mobile use kar rahe hain ya kar chukke hain k yeh quality mein kaise hain...kia in pe depend kia ja sakta hai???????
not very good brother:
dont use it :
i am using a200 for one month it is very good
i m in china right now and i m student here. yahan par jo sets hain wo to bohat achay hain magar jo sets pakistan aa rahay hain un ka koi bharosa nahin hae. agar china se purchase karo to 1 ya 2 saal ki warranty b daitay hain
Bookmarks