Results 1 to 12 of 12

Thread: ahmadiat aor khatamun nabiyeen(dr jahanzeb k pamphalat ka jawab)

  1. #1
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default ahmadiat aor khatamun nabiyeen(dr jahanzeb k pamphalat ka jawab)

    salam to all muslims

    dr jahanzeb sahib aap ne jin bazurgaan-e-umamt k hawaly dye hain zara un ki asal haqeeqat bhi dekh lain.
    es se waziah ho jaye ga k un bazurgaan-e-umamt pe qadyanio ne sirf buhtaan lagya hay hallan k un ka aqeeda khatm-e-nabuwwat wo hi hay jo tamam ummat ka hay.
    Attached Images Attached Images      

  2. #2
    dr jahanzaib is offline Member
    Last Online
    23rd October 2008 @ 09:20 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Age
    43
    Posts
    15
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default jawab

    Bhai jaan app se guzarish hay k itne sarey pages post karne k bajaey ager app ek ek kar k post karte to ziyada behter na hota. app ne kaha k yeh mere post ka jawab hay, is main jawab to koi nahi hay, kia app yeh kehna chahte hain k jo kuch main ne post kia wo galat hay, ua jin kitaboon ka main ne hawala dia wo galat hain. main ek dafa phir kuch hawale post kar raha hoon plz ager app jawab dena chahain to ek ek kar k diagiyay ga. or b btayey ga k jo post main ne ki hay us main kia galat hay. ya jin ulma ya kitaboon k naam main ne diyay hain wo sahi hain ya nahi. takleef k liyay mazrat\
    haq ka mutlashi
    dr Jahanzeb
    Attached Images Attached Images     

  3. #3
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    hahahaha

    yaar itna mazak acha nahi hota......

    kabhi aap Quraan O Hadeeth ki baat kartay ho? jab wahaan se Dhutkaaray jaatay ho to bazurgaan-e-deen ki taraf aa jaatay ho .....

    atleast yaar ye jaan letay k yahan bohot se saathi Arabi ka ilam rakhnay waalay hain.. ye bhi wazeha ho k Alhamdulillah main Saudia main hun is waqt or saara din hummaari zubaan pe Arabic k lafz hi gardish kartay hain ( Alhamdulillah) or Local bhi or Fus'Ha Bhi or hum words k simply matlab bhi jaantay hain or ye bhi k wo kis sence main use kiya jaa raha hai ?

    khuda k waastay aankhain kholain qasam khaa k kahain k khaatam or nabiyyeen in 2 words ka meaning Afzal or bazurg tareen banta hai? yaa aap is pe emmaan laatay hain, agar to aap is pe sab kuch jaan k aisa matlab lle rahay hain ? to Qeyamat k din aap ka Girebaan Rasool(saw) k haath main ho ga

    hazoor(saw) nay apni wafaat k waqt farmaaya tha k main 2 cheezain chorr k jaa raha hun in 2non ko mazbooti se thaam lo , or wo quran aur hadeeth hain.. so quran aur hadeeth ka hawaala dain , hummaaray ya tumhaaray ulamaa ki Rat chorrain , ghalat ko koi naheen saheeh kehta siwaaye marziyon k....

    or Laa-nabi-e-badi.. meray baad koi nabi na ho ga .... is ka matlab ye kiya hai aap nay k shariyyyat mansookh karnay waala koi naheen aaye ga.. to keya nabi jab aata hai to Allah k ahkaam naheen bataata to shariyyat mansoookh hi huwi na....

    jaisay aap nay jali nabi per eemaan llaa kar jihaad( jihaad Bil-saif keh raha hun ye na kehna jihad bil-qalam kartay hain:d) jo Quran ki 600 aaayaton se saabit hai k hummari duty hai , us ko mansookh kiya hai ya naheen kiya( offensiv and defensiv)?
    Education is Our Passport To The Future...

  4. #4
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims

    dr jahanzeb sahib aap ne mery jawabaat ko ghur se perha nien shayed.
    wo aap k dye gye hawalun ka jawab hi hay aor aap ne jin bazurgan-e-ummat k aqwaal pesh kye hain mein ne un bazurgan-e-umamt se hi aqeeda khatm-e-nabuwat aap ka samny zahir kya hay.
    aap ne ajwab deny ki bajaye apni site se aik aor topic post ker dya .
    es mein un bazugan-e-umat k jawabaat mien pehly de chuka hn.
    baqi ka jawab hazir hay.
    baraye merhbani zara perh k ghur se post kerin dobara wo hi batin na dohrain.
    molana roomi, qasimm nanotvi, abdul wahab sherani,
    shahwlaiullah,
    abdul hai,
    en sab k jawbaat meinde chuka hn es lye dobara neiun dohra rha.
    Attached Images Attached Images     

  5. #5
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default dr jahanzebs e sawal

    salam to all muslims

    dr jahanzeb sahib aap ko to mien ne jawab dia.
    ab aap zara mery sawal ka jawab dain.

    sawal ye hay k mien en mirzy ki book taryaqul quloob ka page send kya hay es mien mirza nehayet khuuuuubsoorat tareeqy se apni pedayesh ka haal bayan ker rah ahay.
    ab aap zara batyen k yahan KAHATAM-UL-WALD ka kya bmtlab hay?
    mirz aapny walidaen ka akhri beta tha
    aap yahan khatim ka kya matlab lety hain.?
    Attached Images Attached Images  

  6. #6
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    jazakallah bhai jaan,,,,,same yehi page jis mein mirza ne APNI MAAN ko bhi nahi bakhshaa ,maine bhi post kiaa tha 1 aur thread mein....magar kisi ne usey haq na manaa.......yakeenan aap meri bat samajh he gaye honge,

  7. #7
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims.

    ji fasih bahi mien ne read ki hay aap ki post wahan bhi mien ne ye hi sawal kya hay.
    ab dekho kya jawab milta hay.
    mujy umeed hay qadyani es pe baat hi nein karin ge aor koi topic start ker dain ge

  8. #8
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    saheeh farmayaa.....aur mazz eki bat ye hai ke humein kehte hain ke tum log darte ho hamari tableegh se hamare masjidon se aur hamare dalaeyl se .....

  9. #9
    zkhan_85 is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 02:23 AM
    Join Date
    24 Aug 2008
    Age
    38
    Posts
    57
    Threads
    0
    Thanked
    0

    Default

    i lOve shaba ki post parhi meinnai inhon nai hazrat ayesha kai qol pai beshas ki hOi hai mein asli cutting pesh kar deta hOon zia bhai aap arbi dan hein khud tarjama kar lijye ga mein kuch kehta hi nahi hOon ... aap ka iman aap kai sath per Allah ko hazir nazir jan kai sahi tarjama kijye ga ...!!

    aur baat yeh kai aap bhi buzargane deen ki bateinkartay hein un kai hi dalail detay hein ..!! ilove sahaba bhai nai kin kai dalail diye ulma kai hi ..!! aur meray bhai aap to apnai ulma kai hi dalail detay hein .. per hum bbi aap kaiulma kai hi dalail detay hein farq samjhyee ... zia bhai aap khud kehtay hein apno ki to himayat har koi karta hai per mukhalif ki kon karta hai per yaar hum to mukhalifon ki dalail detay hein ...!!

    teesri baat yeh kai gor sai parein i love sahab ki thread ko to iss mein bhi unhOn nai yehi baat ko bataya hai kai hazrat ayesha nai yeh is liye kaha kai hazrat issa nabi ban kai to aa saktay hein aur koi nahi aa sakta ...!!!

    sorry wOhi baat aa gye dobarah aap log kehtay hein kai wOh ummati hOngay ...!! aap kai ulma kehtay hein jin kai aap refrence detay hein kai wOh nabi ban kar ayein gay ...!! i am confused kiss ki sunO ..!!

    akhiri baat yeh kai mein gurantee sai kehta apnai dilOn ka haal aap khud jantay hein ya Allah janta hai ... laikin mujhe confirm hai kai aap nai in buhat si hadeesOn ko kabhi parha nahi ho ga na aap kai ulma nai inhein kabhi aap kai samnai rakha hO ga ...!!!

    meina asli hadees aap kai samnai rakh deta hOon ...!!!
    Attached Images Attached Images  

  10. #10
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims

    z khan sahib aap ne jo hazrat ayesha(RS) ki ahdees bayan ki hay os ka mien tafseel se jawab de raha hn.
    dr jahanzeb sahib ne jo post ki thi wahan DUR-E-MANSOOR ka hawala tha es lye mien ne os ka jawab dia.
    aap ne MUSANF IBN-E-SHAIBA ka hawal dia lakin apne dye gye hawaly se zara nechy hazrat MUGHERA BIN SHUBA(rs) ki hades nien dekhi.
    zara daekh lain.


    aor aap ne khatim k sawal ka jawab nien dya.
    wo sawal ab bhi barqraar hay .
    Attached Images Attached Images  

  11. #11
    zkhan_85 is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 02:23 AM
    Join Date
    24 Aug 2008
    Age
    38
    Posts
    57
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aap nai kaha nai kai hazrat Ayesha nai yeh kol is liye kaha kai dono sath na kahO ek keh dO ... bhai dono alag alag batein hein kai

    1. khatim-un-nabyeen to kaho

    2. per yah na kahO kai koi nabi NAHI aye ga .

    WORD NAHI PAI GOR KAREIN

    kon kehta hai yeh dono sentence ka ek hi matlab hai .


    aur aap nai upper kaha kai la nabi baadi ko hum rad kartay hein hum rad nahi kartay hum mantay hein ... per aap ka tarjama ghalat hai sahi tarjama kai liye mein aap ko buzargo kai kiyehoi tarjama post kar raha hoon .

    aur akhir mein aap nai kaha kai la nabi badi ka matlab hai kai koi aisa nabi nahi aye jo sharyat mansookh karay to yehi to hum kehtay hein kai nabi aa sakta hai per aisa nahi nahi aa sakta jo sharyat mansookh karay..!!

    aap nai bhi wohi baat ki jo hum kartay hein

    la nabi baadi ulma ikram ki nazar mein neechay pesh hai gor karye ga
    Attached Images Attached Images    

  12. #12
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims

    z khan sahib shayed aap ki nazar kamzoor hay.
    mien ne es hadees ka jawab mein qadyani mufasir ka qoul bhi pesh kya tha.
    wo bhies hadees ko nein maan raha aor es hadees ki tashreef hazrat mugheera bin shuba(RS) k qoul se kr rha hay.
    dobara perhain.

    dosri baat ye hay k sawal khatim k matlab pe tha na k LA NABIA BADI pe?
    mein ne poucha tha k mirzy ne apni book mei khud ko KHATIM-UL-WALD kah ahay.
    yahan khatim ka kya matlab hay.
    aap ne jawab nein dya.
    dosry topic mein bhi aap es baat ka jawab nein de rahy aor hazrat eesa(AS) k bayr mien baat start ker dety hain.
    jab mein ne poucha k hazrat eesa(AS) ki qbar kaahn hay mirzy k hawaly se to es ka bhi jawab nien.

    aap ne nechy jo qoul pesh kye hain wo hi uper dr jahanzeb sahib ne post kye thy aor en bazurgan-e-ummat ka jawab mein de chuka hn.
    aap ne shayed topic start se perha hi nein aor apni post kye ja rahy hain..

    ab phir sawal wo hi hay k mirza khatim ka matlab kya leta hay?
    jwab do
    Attached Images Attached Images   

Similar Threads

  1. Lafz Sayyad ya Sayyid...By Jahanzeb
    By Razavii in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 11
    Last Post: 3rd August 2016, 08:12 PM
  2. mujza ahmadiat(wah qadyanio wah)
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 3
    Last Post: 10th December 2010, 07:06 PM
  3. Ahmediyat or Khatamun nabiyeen.
    By dr jahanzaib in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 17
    Last Post: 22nd October 2008, 10:21 PM
  4. Khaat-e-mul Nabiyeen (saw)
    By asifyameen in forum Islam
    Replies: 2
    Last Post: 22nd April 2006, 02:58 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •