salam to all muslims
salam to all muslims
Assalam-0-Alaikum
aap kai pooray forum mein is kisam kai articles aur dalail ki buhtar hai ... yeh masla in articles aur tahareer sai hal nahi ho sakta yeh sirf quran aur sunnat ki rooh sai hi solve ho sakta hai .. !!! sacha woh jo quran aur sunnat sai prrof kar sakai ..!!
Abb aap mein sai koi yeh bata sakta kai tarjama mein farq kiss kiss jaga pai hai aur humara tarjama kia hai aur aap ka tarjama ki hai ... taa kai yeh baat agai chal sakai ..!!
wasalam
Meer Balaj Marri.
salam to all muslims.
jald hi aap ko puri wazahat se jawab dya jaye ga.Abb aap mein sai koi yeh bata sakta kai tarjama mein farq kiss kiss jaga pai hai aur humara tarjama kia hai aur aap ka tarjama ki hai ... taa kai yeh baat agai chal sakai ..!
asal mein yahan light bahut kam rehti ay jis ki wajah se daer ho rahi hay.
light ka prOblem to yaar purai pakistan mein hi hay .. i knOw ..!!
i will be waiting tc brO
شکریہ جناب
جزاک اللہ
Bookmarks