Assalamu alaikum
Dostun mera problem ye ke jab my apny "Nokia 110" ke memory card par password dalta hun lagjata hai, lekin phir jab back jakar phir kholta hun ton password nahi pochta balky sidhy khul jata hai.
Mujhy jaldi madad karo bhai.
Allah ap sab ko jazaye khair dy.
Bookmarks