Hello respected Experts,
Muje aik formula chahiye agar ho sakta hai tw zaroor jawab den. colum a waly ko + aur colum b walay ko minus - kerna hai aur c main total chahiye her row main kia ye ho sakta hai muje bar bar formula apply kerna parta hai agar possible hai tw bata den shukria
Bookmarks