Aslam o Alaycum
main ne skype install kia hai pc pe (win 7 64bit) kuch din call k doran call quality low ho jati hai bar bar msg ata hai k video of krin... mera dsl pakg b 2mb hai phir b esa hota hai.... is ki kia waja hai....