Hotspur shield k baaray main btaain kaha say download karoon.
Is ki website Tu ban hay open nai hoi.
Main torrent say download Karnay laga tha. But waha comments discouraging thay.
Hotspot computer ko slow kar deta hay ?
Kya Internet ki speed pay is ka asar parta hay ?
Kya yeh baaki softwares ki performance ko Bhi nuksaan deta hay jaisay k IDM ko ?
Agar hotspot nai thik Tu phir is ka mutbaadal kya hay ?
Plz in sub ka answer dain.