muji move maker ka tarika btano jis main main image par song laga sako our slid show ka tarika be btao image par 2 songs laga sako our saat main slid show be change karo
muji move maker ka tarika btano jis main main image par song laga sako our slid show ka tarika be btao image par 2 songs laga sako our saat main slid show be change karo
yar ye window movie maker ka tarika koi tu btawo
Bhai ap movie maker ko open karo aur mp3 songs jitne ap chaho aur jo pics lagani ho wo sab kuch movie maker mai drop kar do ab ap jin jin styls se slide karwana chahte hain wo style bi wahan hon ge jo chaho project mai drop kar do aur phir output file ka path de kar project ko start kar do kuch hi der mai ap kam ho jaye ga,ye mai ne dekhe baghair share kiya hai light ati hai to screen shoots bi share kar daita hon
movie maker us k ilawa ap ulead vedio studio use karo bhia
muji screen shot main btao is par main nhe samja
Bhai Ap Ulead Video Studio use karien wo asan bhi hay aur us main effect bhi ziada hain
Mujhe batao aap ne kia karna he me ful detail doo ga
main ni ye krna hai ki main image par song kis tara lagao our slid show kis tara change karo
Ap ke lie asaan window movie maker he samaj na aai to batana
ye movie maker main image par ik song main laga skta ho leken ye dosra song kis tara lago jab main 2 song ko movie maker main load karo our slid show change karo tu 1 song laga hota hai our dosra nhe laga hota hai
help me
Bookmarks