2 din ho gay Hian keh mere pc par chalte chalte color blocks a jate hain. Kabhi Kabhi power on karne par display bhi nahi deta. kuch dair on rakhna parta hai. tab ON ka button press kar ke ON hota hai.
Kia waja ho sakti hain?

1. 2 RAM Medule install hain. (1GB ki do elehda elehda). Kia un mien communication mien problem ho sakta hai?
2. Volatage mien jhatke ate hain. Kia ye waja ho sakti hai?
3. Kia grafix card ka Masla hai.?