asalamualalekum
umed ha ap sb log thek thak honga...

mana abhe abhe dell ka laptop liiya ha...ma ya janna chahte hon ka jb lite ho to isa tb bh chrgng pa laga kar use karna chahaya ya chargng to ho isa asa he use kr skta han.......jb ka pora din apke pas lite avalable ho.....mazed ya bata dan ka agar chargng 100% ho jae to bh kya laptop use karta hoa isa chargng pa laga ka rakhan........konsa tareqa bahtar ha or q.?????/

mazed ya bh bata dan ka laptop ka use karta hoa kya ahtiyate tadabeer rakhne chahya.........ka hmara lptp zayada arsa tk thk kam kara.......

acha acha jwab mlna ke umeed ka sath

khuda hafz.

duaen.