salam.... Kiya Hal ha sab ka.... Bhaiyo ma ny 1mb ka ptcl WiFi lagwya ha .... Hmary gar ka 2 portion ha.... Ek portion ma WiFi singles theek atty hain. Jab 2sry portion ka kuch rooms ma sahi singles aty hain jab ka kuch ma bohat kam aty hain.... Ma mostly mob pa net use karta hoon.... Plz help me
Bookmarks