assalam o alaikum friends
salam ke baad arz hy ke ups ki battery ma kitnay din baad water dalna chahiya
aur iss ka tareek kia hy me net pe kafi iss baray ma search ki hy laiken koi accurate jawad nhi mila iss liya itdunya ke members sa guzarish hy ke agr kisi bhai ko iss baray ma ilm ho to ap poora procedure btain...shukriya..
Bookmarks