Results 1 to 4 of 4

Thread: qadyanio ki quran mien tehreef

  1. #1
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default qadyanio ki quran mien tehreef

    salam to all muslims
    Attached Images Attached Images      

  2. #2
    dr jahanzaib is offline Member
    Last Online
    23rd October 2008 @ 09:20 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Age
    43
    Posts
    15
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    Kuch Khuda ka khoof karain bhai, kuch to takwa se kaam leen. Quran pak ki hifazat ka wada to khud Khuda ne kia hay mere bhai, kia (naoz billah) koi qadiani ya koi bhi Khuda se ziyada ikhtiyaar rakhta hay kia.
    app ne qadianioon k kalima ki baat ki to mere bhai mujhay Khuda ki kassam hay jis k hath main meri jaan hay, main ne ajj tak kissi qadiani ko kalima e tayyaba k ilawa kissi or kalma ko perhte hoe nahi dekha. na hi darood sharif main koi rado badal kia hay. kis Khuda ko mante hain app or jhoot bool k kon se islaam ka perchaar kar rahe hain. meri nahi to apne Aakhirat ka hi kuch khayal karain.

  3. #3
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims.

    dr jahanzeb sahib quran ki hifazak ka ALLAH ka wada hay.
    ,mien ne ye nien kaha k quran change ho gya hay balke ye kaha hay k qadyani apni jo tafseer kerty hain ya apni books mien qurna ki ayaat ko change ker dety hain jsi k hawaly dye gye hain.
    agar himmat hay to zara en hawalun ko jhutla k dekhow,.
    last page pe qadyani ka quran k bary mein aqeeda bhi aap ne shayed perh lya ho ga.

  4. #4
    dr jahanzaib is offline Member
    Last Online
    23rd October 2008 @ 09:20 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Age
    43
    Posts
    15
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    o bhai phir wohi baat kar rahe ho. tafseer jo karte hain wo galat hay... is ka kia matlab hoa. her insaan apni aqal k mutabiq quran ki tafseer karta hay. yehi wajah hay k musalmaan itne firqoon main batt gaey hain. her firqa dosre firqe ki tafseer ko nahi manta... to is ka matlab yeh hoa k jo app ka firka hay wohi sacha hay baki sarey jhote hain. or tafseer ko chorain app ne to yeh likha hay k qadianioon ne quran pak main hi rad o badal kar dia hay.. apni hi baat se kion mukar rahe hain.. jawab dene se pehle mera sawal to poora perh lete bhai. kia Khuda k wade k baad bhi quran main koi radobadal kar sakta hay. kia itna hi emaan reh gaya hay app ko Khuda pe... or us kalima ka kia jo app ne likha hay k qadiani perhte hain... main ne to kabhi nahi perha kahin wo kalima app loogon ne hi banaya hy wo kalima or wo darood sharif bhi main ne app hi logoon se suna hay...quran ki aayat ko change karne ka matlab hoa quraan ko change karna.. kion aesa hi hay na. kuch to Khuda se daroo mere bhai koi nahi change kar sakta quran ko tum bhi nahi or hum bhi nahi. apne jhute daawe apne pass hi rakho or reply karne se pehle poori baat to perh lia karo.

Similar Threads

  1. qadyanio ka tehreef shuda quran(molana manzoor chinyoti )s
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 4
    Last Post: 10th December 2010, 07:15 PM
  2. qadyanio se hamdardi ki aar mien
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 0
    Last Post: 11th June 2010, 01:10 PM
  3. Tehreef-e-Quran ........ or ....... Qadianiat ........
    By Ustaad in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 6
    Last Post: 7th April 2010, 05:55 PM
  4. karachi mien qadyanio ki tableeghi sargarmiyan
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 2
    Last Post: 9th September 2009, 10:57 PM
  5. Mirza Qadyani Ka Quran Mien Tehreef Ka Waziah Sabuut
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 15
    Last Post: 28th May 2009, 02:14 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •