Mujhy allama iqbal ki shairi bhut inspire krti ha un k kuch aashar share kr rhi hu agar pehle share ho chuky ho to sorry
na murawat na muhabat na khuloos ha iqbal;
main to sharminda hu is door ka insan ho kar;
2:hansi aati ha mujhe hazrat-e-insan pr;
gunah khud krta hy lanat bhejta hy shaitan pr;
3:farista bannay sy ya rab meri tehqeer hoti,
mujhe insan rehnay dy main masjood-e-malaik hu,
ik shair khayal aafaqi ka allama iqbal k mutaliq hy
dik jisko dhonta tha saadiyon sy is jahan may,
wo dard me ne paya iqbal ki azan may,
agar pasand aay to zaror batlaiy ga
Bookmarks