aoa
jee turkey kesa country hai for study and job?
wahan jobs hain europee ke tarhan ya nai?
wahan kay log pakistanis ko passand kartay hain ya nai/