Aslamo alikum mana win xp ki bootable cd write karni ha ma pahla b try kar chuka ho 2012xp bootable cd write karna ki. magar jab wo write hona start hoti ha to writing files upload karna k bad jab write hona start hoti ha to wo burning process 32x failed ka kahta ha.agar cd k speed ka masla ha to muja batao k is ki speed kis tarah barhani ha .cd ki speed option ma 32x k baad fatest ka option ha.os speed par b write ki ha magar failed ho gaya tha .yar muja is ka hal batao.
Bookmarks