Assalam O Alikum!
Umeed ha sab thek thak hoga!
muja aik aisa sofware ki talash hai jis sa mai MP3 audio ka sath photo lga kr Video ban kr Youtube pa upload kr lia karoin!
Software halka sa ho!
asal mai Muja Islamic Lectures upload krna hota hain!
advance thanks