Aslamo Aliqum It Dunya k Dosto
Aj main App K Liya aik Aise Tip La kar Aya Hoon Jis K Zaria ap Apna Modem Ki Speed 115.2 Kbps kar Sakta Hain Umeed Karta Hoon app Ko Pasand aye Gi
To Chalo Start karta Hain
-------------------------------------------------------------------------
Ap Na Karna Ya ha ka Sab sa pehla
Start>Settings>Control Panal>Modems
modems ko open karain Wahan app ka
"Properties" Ka button Mila Ga es par click karain
samna nazar ana wali window sa
"connection" ka tab par click karain
Aur phir "Advance" Ka button per click karain
"Extra settings" Ka Text Box Main Ya type Karain
at&fx
bad main app net sa connect karain
app k modem ki speed
115.2 kbps ho Jai gi
--------------------------------------------------------------------------
Thanx For Reading My Second Thread
Comments Please,
--------------------------------------------------------------------------
Mubashar Islam
Bookmarks