Salam to all frendz, mere pas dell optiplex gx620, 3.8ghz p4 ka processor 82945g chipset, acha kaam krta tha ,lekin achanak motherboard khrab ho gya aur mene market se naya gx520 ka motherboard lgwaya bios update k sath w kaam to kr rha tha magar start krne par har bar ye msg aata k (allert! Incompatible processor f1 continue, f2 bios setup) f1 ke bad wo normal work krta tha lekin me is problem se tang aagya tha aur mene socha k kyu na bios ko old kiya jae, mene dell ka a03 install kya,us k bd ab start per ye msg aata he ke (incompatebile processor) ab na aage na peeche, f1,f2 ka option bhi nahi aata. Plz help me fast plz .