Veran sa ujra sa tanha betha koi shakhs,,,
Kal raat akelay mein shayad kuch warq jala raha tha,,,
Uthtay huwe sholon m khud bhi ek shola nazar aa raha tha,,,
Jhuka ke sar wo aansu baha raha tha,,,
Aise m kisi ne guzrte huwe pocha,,,
Pagal kitab jala rahe ho,,,??
Tarap kar bola
nahi,
Khuwab jala raha hon,,,
Ek bewafa ka nisab jala raha hon,,,
Bohat takleef deti hyn us ki yaadain,,,
To aaj us ki sari yadoon ko mita raha hon,,,
Bookmarks