Amaar Ali said:
Ab is ram nikalne ya hard disk format karne ki kya zaroorat he!
Shahid bhai jab se ap ka pc ye awaz kar raha he tak kya ap computer chalne me koi masla to nahin kar raha!
Agar sahi chal raha he to ye awaz fans ki he ap fan ko saaf karen ya agar awas ane he pc hang ho jaye to ye hard disk ka problem he.
Bookmarks