Assalam O Alaikum
mujhy ya pata karna hai k printing market ma kitny Qisam(types) k paper or kon kon sy size k paper use hoty hain... kya aap mujhy is k bary main datails k sath bata saktay hain.... plz paper ka size bhi draw kar k dain dain or paper k names bhi bata dain...
please kya aap mare help kar sakty hain.....
I am waiting.........
Bookmarks