Zamane se sUna tha k mOhbat haar jati hai,
Jo chahat yak tarfa ho wo chaht haar jaati hai,
kahin par dua ka 1 lafz b asar kar jata hai,
kahin par barson ki ibadat haar jati haiͺ
Mohabbat kab kisi ko dushmani ka dars dyti hai,
Mohabbat ki baazi me adawat haar jaati hai,
Humein kitne b shikwe hon teri jafaun k,
Par Tere saamney har ik shikayat haar jaati hai,
1 Arzu si he k tujko bhool jaaen hum,
Par teri yaad Aate hi ye hasrat b haar jati hai.
Bookmarks