Assalan o alaikum
Mere village me do logon ne wifi network banaya hua he
Unhon ne ishtaam banwaya hua he ke 10 km ke andar koi bhi wifi network banae ga to us ke khilaaf kaarwaai ho gi
Ab me ne janna ye he ke kia ye qanooni he ya gher qanooni
Aisa ishtaam ban sakta he ya nahin
Agr me apna wifi network bana loon to kia wo mere khalaf kaarwaai kar sakte hain
Ye sb qanooni he ya gher qanooni
Bookmarks