Mery pass 250 gb hardisk hai jis main 3 partion hai.. Aus main data hai jis main 2 partion aisay hai jis main data hai and space bee show kar raha hai but jab folder koltaa hun tu pher empty ataa hai,,, but jab winrar k zarye jata hunn tu pher aus main show huta hai ... Main nai waha say copy kia aor dosrii jaga paste kia but waha bii folder nai space pakraa but show nahii huva .. Im using window 7 and files show ka option check hai.....