Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 13 to 24 of 42

Thread: Hajj Kis Cheez Ka Naam Hai

  1. #13
    tayyab mst's Avatar
    tayyab mst is offline Senior Member+
    Last Online
    15th September 2014 @ 10:47 AM
    Join Date
    10 Oct 2013
    Location
    In hers heart
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    322
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    14

    Default

    Ameen

  2. #14
    Osama326's Avatar
    Osama326 is offline Senior Member+
    Last Online
    24th November 2015 @ 11:19 AM
    Join Date
    16 Oct 2013
    Location
    Okara
    Gender
    Male
    Posts
    30
    Threads
    18
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    a.o.a bro i m new here kya ap mjr bta skty hain k is websit pe posts kese krni hy jo all member meri post parh skyn or uska solution bta sky?

  3. #15
    Osama326's Avatar
    Osama326 is offline Senior Member+
    Last Online
    24th November 2015 @ 11:19 AM
    Join Date
    16 Oct 2013
    Location
    Okara
    Gender
    Male
    Posts
    30
    Threads
    18
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Smile Places of Haj and its importance

    Hajj Information in Urdu

    The important place of hajj are Baitullah, Moqam-e-Ibraheem, Hajre-Aswad, Hateem Kaaba, Safa Marwah, Masjid-e-Haram, Minaa, Arfat, Mazdalfah, Madina Taiyabah read in detail in Roman Urdu. Places of Hajj and Hajj ke Masail Urdu

    Place of Hajj in Urdu:

    Baitullah:

    Yeh hi who muqam hai jis ko baitullah Allah ka ghar kaha jata hai, is ka zikar Quran kareem mein Allah taala yun fermata hai, keh be shak sab se pehla ghar jo logon ki ibadat ke liye muqarrar hua who hai jo makkah mein hain barkat wala aur sare jahan ke liye rehnuma hai

    Moqam-e-Ibraheem

    Haram shareef ke moqaddas maqamat mein se moqam ibraheem is qadar azmat wala moqaam hai keh Quran kareem mein do jagah is ka zikar kia gia. Allah taala fermata hai
    Tarjuma: bana lo Ibrheem ke khare hone ki jagah ko jaye namaz. (Al-Baqrah)
    Tarjumah: is mein khuli nishanyan hein Ibraheem ke khare hone ki jagah hai (Al-Imran)

    Hajre-Aswad:

    Hajre Aswad bilkul sufaid-o-chamakdar tha. Hamare gunahon ki siyahi ne isko siyah (black) kar dia. Hazrat ibne abbas R.A ki rawayat hai keh nabi kareem (SAW) ne farmaya hajre-Aswad jannat se aaya woh doodh se ziadah sufaid tha, ise aadmiyon ke gunahon ne siyah (black) kar dia.

    Hateem Kaaba:

    Hateem bhi kaaba ka sehan hai aur kaaba mein shamil hai. isi liye is ko bhi tawaf mein shamil karna zaruri hai aur is ke andar namaz parhne wala haqiqat mein kaaba ke andar hi namaz parhta hai.

    Safa Marwah:

    Beshak safa aur marwah Allah ki nishanyon mein se hein lehaza jo haj kare is ghar ka ya umrah to ise kuch harj nahi keh in donon ke darmian chakkar lagaye aur jo koi khushi se neki kare to Allah taala bara qadar dan khub janne wala hai. (Al-Baqrah-158)

    Masjid-e-Haram:

    Kaaba ke ird gird bani hui namaz ki jagah ko masjid-e-nabwi kaha jata hai is masjid mein khuda apne mehmanon ko apni khas inayaat se nawazta hai keh ibadat ka sawab aik lakh guna dia jata hai. aik namaz aik lakh namazon ke barabar, aik khatme-Quran aik lakh Quran khatam karne ke barabar sawab milta hai.

    Minaa:

    Is moqamaat ko “jamraat” kaha jata hai. jin par haji 10,11,12 zil-haj ko pathar marte hein jo shaitan se bezari aur nafrat ka ijtamayi elan hota hai, isi maidan mein woh pahar bhi mojud hai jahan Hazrat Ibraheem ne apne bete Hazrat Ismail ko qurbani ke liye letaya tha isi yaad ko tazah karne ke liye hajiyon ko mina mein qurbani karne ka hokum dia gia hai.

    Arfat:

    Nabi kareem (SAW) ne farmaya keh arfah ke din Allah taala aasman dunya par nazul karm famata hai aur fakhar karte huye farishton se fermata hai keh mere bandon ko dekho who kis tarah para gandah sar, gar aalud, dur daraz raaston se mere ghar aaye hain, lehaza tum gawah raho mein ne in sab ke gunahon ko muaaf farma dia, farishte arz karte hain yarab in mein falan mard aur falan aurat to bad kari karte rahe hain Allah taala fermata hai mein ne inhain hi bakhsh dia, Hazrat Muhammad (SAW) ne far maya arfa se ziadah koi din logon ke aag se aazad hone ka nahi .

    Mazdalfah:

    Mazdalfah hi mein pahar hai jis ka naam masher haram ( izzat wala nishan) hai is pahar ke qareeb raat guzarna, zikar ibadat karna ziadah bais barkat-o-sawab hai jaisa keh Quran kareem mein hai. Jab tum arfat se wapis ho to masher haram ke pas Allah ki yaad karo (Al-Baqrah-198)

    Qabulyat Dua:

    Yun to sare makka aur haj ke tamam moqamat par dua Qabul hoti hai lekin kuch moqamat dua ki qabulyat ke liye makhsus hain. Pura mataf, maltazim (kaba ki chokhat ke niche ka hissah) mezab rehmat ke niche hateem ke andar, hajr-e-aswad ke qareeb, rukun yamani se kaba ke darwaze tak, chah zam zam ke qareeb, moqaam ibraheem ke piche, safa ke oper, marwah ke oper, sayi ke doran donon sabz melon ke darmian, maidan aurfat mein khasusan jabal rehmat ke qareeb ya oper, mazdalfah mein khasusan masher haram par, tinon jamron par rami ke baad.

    Madina Taiyabah:

    Hazrat (SAW) ki dua yaqinan qabul hoti hai, lehaza har musalman madina se muhabbat karta hai aur is ki yahi aarzu hoti hai keh kab makka mein haj ke din pure hon aur mdina ke liye rawana ho. Hazrat ibne umer ® ne biyan kia keh Hazrat (SAW) ne farmaya:
    Jis ne meri wafat ke baad haj kia aur meri qabar anwar par hazri di goya is ne meri zindagi hi mein meri ziarat ki.

  4. #16
    Osama326's Avatar
    Osama326 is offline Senior Member+
    Last Online
    24th November 2015 @ 11:19 AM
    Join Date
    16 Oct 2013
    Location
    Okara
    Gender
    Male
    Posts
    30
    Threads
    18
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default Haj Kya hy

    check thiz
    Attached Images Attached Images  

  5. #17
    Ahmad_hassan is offline Junior Member
    Last Online
    17th October 2013 @ 04:41 PM
    Join Date
    17 Oct 2013
    Age
    29
    Gender
    Male
    Posts
    2
    Threads
    0
    Credits
    794
    Thanked
    0

    Default

    masha allah

  6. #18
    majid25 is offline Senior Member+
    Last Online
    14th April 2014 @ 06:50 PM
    Join Date
    17 Oct 2013
    Gender
    Male
    Posts
    38
    Threads
    0
    Credits
    999
    Thanked
    0

    Default

    hajj apnay rub ki frman brdari aor qurbani ki aik azeem misal hay

  7. #19
    Mr Najam's Avatar
    Mr Najam is offline Senior Member+
    Last Online
    29th May 2016 @ 07:36 AM
    Join Date
    30 May 2012
    Location
    Gh0tKi
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    774
    Threads
    36
    Credits
    21
    Thanked
    33

    Default

    Wah Subhan Allah

  8. #20
    Join Date
    12 Oct 2013
    Location
    Rawalpindi
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    63
    Threads
    5
    Credits
    1,108
    Thanked: 1

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    Assalam o Alaikum.
    very nice

  9. #21
    rana_akeel is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 10:19 AM
    Join Date
    09 Mar 2009
    Location
    jeddaha saudia arabia
    Age
    42
    Posts
    5,623
    Threads
    3
    Credits
    20
    Thanked
    314

    Default

    Aameen

  10. #22
    Join Date
    15 Dec 2012
    Location
    Hyderabad, Pak
    Gender
    Male
    Posts
    143
    Threads
    39
    Thanked
    42

    Default

    haj khuda ki taraf se ana or tawaf krna khuda k gar ko haj kahelata hy

  11. #23
    learningall is offline Junior Member
    Last Online
    21st December 2013 @ 10:11 PM
    Join Date
    01 Mar 2013
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    10
    Threads
    1
    Credits
    965
    Thanked
    0

    Default

    hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm realy nice
    hajj rich logo par faraz ha

  12. #24
    tahir9110 is offline Junior Member
    Last Online
    22nd May 2019 @ 12:42 AM
    Join Date
    01 Jan 2012
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    21
    Threads
    0
    Credits
    1,027
    Thanked
    0

    Default


Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Similar Threads

  1. tumary naam karta hOn''
    By sheri in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 16
    Last Post: 23rd March 2022, 01:48 PM
  2. !!!! * * * Hajj 2009 * * * !!!!
    By myousafqureshi in forum Hajj 2023
    Replies: 4
    Last Post: 22nd August 2014, 02:34 PM
  3. Manasik e Hajj (Specl For who Perfom Hajj)
    By umairansari in forum Islam
    Replies: 2
    Last Post: 14th September 2009, 03:58 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •