1/
Himat kary insan tu kya ho nahi sakta
wo kon sa uqda hai jo wah ho nahi sakta.
2/
Lehrein Samadur se uthti hein kinaron se
Manzlein himat se milti hein sharon se nahi.
3/
wo tu mojon se ulajh kar manzil pa gaye
hum sahil par khary nzara karty rahy.
Bookmarks