Assalam-o-aliekum,

Main apni MacBook pe windows install krna chahta hu boot camp k zareeay. Main nay pehlay se 3 partitions banayee hui hai apni HDD ki. kia koi mujhay tareeqa bata sakta hai is case main?