ap phele ye btao k ek murgi ek din mein 1 adna deti hai ya 2 din mein 1 18 jawab hai agr 2 din mein 1 anda deti hai to
ap phele ye btao k ek murgi ek din mein 1 adna deti hai ya 2 din mein 1 18 jawab hai agr 2 din mein 1 anda deti hai to
Babar jigar 18 kesy
Baki sab dostu k bi intersting comnt prh k acha laga... Per mera idia 6 ka he shaid me shoroo hee se math me weak hun es liye
Yar 6 din mein 1 murgi 3 ande de gi kinu k 2 din mein 1 anda deti hai..........
To 6 murgiyan to 18 hi dain gi......
Aor agr 1 murgi hr roz 1 anda deti to 1 murgi k 6 din mein 6 ande ho jate
:banaa:
Kuch kuch samaj aa gai donu jowab thik hen i think...
Bookmarks