Koi Dhoond aisa humsafar,
Jisey tu apna bana sakey,
Tu kahey k raat hai,
aur woh chandni luta sakey.
Tere Aansuon ko woh samait le,
K koi na tujh ko rula sakey.
Teri raah me ho jo mushkilein,
Apni palkon se woh utha
sakey.
Tujhe rakh le apne hisaar me,
K tujh ko na koi chura sakey.
Woh ho tere itna qareeb,
K Kisi ki yaad b na tujhe a sakey.
Han…. Dhoondh koi aisa humsafar,
Jo meri tarha tumhe chah
sakey…
Bookmarks