Amezing janab zabr10 very nice...
Amezing janab zabr10 very nice...
bohat achi class paish ki hai
بہت شکریہ برادر کلاس کو پسند فرمانے اور ریپلائی کرنے کا
جزاک اللہ
Agar aap iss mozo par likhain gaa to ham amli tor par kuch likh sakain ya na likh sakain, Khattati par ilam zaroor barha sakain ga. Is liya aap jo likhna chahtay hain woh lazmi likhan. Ham aap ko is silslay ky liaya welcome kartay hain.
Bohat khub Brother
Umeed hai aap ka ye course bohat acha rahy ga
aur kafi useful hoga kion ke computer ke es door main aik to
khatati ka fun sikhne walon main kami aai hai aur dosra koi sikhane wala bhi nahi milta
Ayse main ye course bohat madadgar sabit hoga
Shukriya Brother
Jaldi kary na.
Bookmarks